sey gif top


Part 2

Friday, 21 January 2011

Patiala House Songs Lyrics

Patiala House (2011)
Songs Lyrics

Director : Nikhil Advani
Producer : Bhushan Kumar, Mukesh Talreja, Kishan Kumar, Twinkle Khanna & Zoeb Springwala
Cast : Akshay Kumar, Anushka Sharma, Rishi Kapoor, Dimple Kapadia, Prem Chopra, Hard Kaur & Tinu Anand
Music Director : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani & Loy Mendonca
Lyricist/s : Anvita Dutt Guptan
Cassettes and CD's on : T-Series Music Records
Audio Release Date : Jan 2011


Click On Song Name To Get Its Lyrics-

01 - Laungda Lashkara - Jasbir Jassi, Mahalakshmi Iyer & Hard Kaur

02 - Kyun Main Jaagoon - Shafqat Amanat Ali

03 - Rola Pe Gaya - Shankar Mahadevan, Mahalakshmi Iyer, Hard Kaur, Earl & Master Saleem

04 - Aadat Hai Woh - Vishal Dadlani

05 - Baby When You Talk To Me - Suraj Jagan & Alyssa Mendonsa

06 - Tumba Tumba - Hans Raj Hans

07 - Aval Allah - Richa Sharma
Song Name: Kyun Main Jaagoon
Film/Album: Patiala House
Singer(s): Shafqat Amanat Ali
Music Director: Shankar, Ehsaan & Loy
Lyricist: Anvita Dutt Guptan
Length: 5:44
Music Label: T-Series

Lyrics of Kyun Main Jaagoon Song-

Mujhe yunhi karke khwaabon se judaa
Jaane kahan chup ke baitha hai khuda
Jaanu na kab hua khud se gumshuda
Kaise jiyun rooh bhi mujhse hai judaa

Kyun meri raahein, mujhse pooche ghar kahan hai
Kyun mujhse aake, dastak pooche dar kahan hai
Raahein aisi jinki manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
Saansein hai magar kyun zinda main nahin

Rait bani haathon se yun beh gayi
Takdeer meri bikhri har jagah
Kaise likhun phir se nayi daastan
Gham ki siyahi dikhti hai kahan
Aahein jo chuni hain meri thi raza

Rehta hoon kyun phir khud se hi khafa
Aisi bhi hui thi mujhse kya khata
Tune jo mujhe di jeenay ki saza

Banday tere maathe pe hain jo kheenchay
Bas chand lakeeron jitna hai jahaan
Aansu mere mujhko mita te hain rahe
Rab ko hukm na mit ta hai yahan
Raahein aisi jinki manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
Saansien hai magar kyun zinda main nahin

Kyun main jaagoon, aur woh sapne bo raha hai
Kyun mera rab yun, aankhien khole so raha hai
Kyun main jaagoon

 


No comments:

Post a Comment